Saturday 1 October 2011

Shahryar #Shair of the day on 1st october 2011

akhtar978 Akhtar Hussain
benaam-se ek khauf se dil kyun hai parehsaan ! jab tai hai ki kuchh waqt se pehle nahin hogaa !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Tadbeer nayee soch koi aye dile-saada ! maail-ba-karam tujhpe woh aise nahin hogaa !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Khudfehmi abhi tak thee yahi kaare-junoon mein ! jo main nahin kar paaya kisi se nahin hoga !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Din dhale aur shaam ko deedar ho phir ! kaam din bhar issliye itna kiyaa hai !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Bhoolkar tujhko pashemaan hoon bahot main ! log kehte hai bahot achchha kiyaa hai !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Aqse-yaade-yaar ko dhundhlaa kiyaa hai ! maine khud ko jaankar tanha kiya hai !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
safar ka nashaa chadhaa hai toh kyun utar jaaye ! mazaa toh jab hai koi laut ke na ghar jaaye !! #shahryar #shair

rmanish1 Manish Rathore @
Tamaam umar ka hisaab mangati hai Zindagi ; Ye meraa dil kahe to kyaa, ye khud se sharmasaar hai #shahryar #shair #UmraoJaan

akhtar978 Akhtar Hussain
Khoob duniya hai ki sooraj se raqaabat thee jinhe ! unko haasil kisi deewar ka saaya na hua !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
hazaar baar mitii aur paaimaal hui hai ! humaari zindagi tab jaake bemisaal hui hai !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Kyaa hua ahle-junoon ko ki dua maangte hain ! shehar mein shor na ho, dasht mein veeraani na ho !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Dil parehsaan ho magar aankh mein hairaani na ho ! khwaab dekho ki haqeeqat se pashemaani na ho !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
kaun sa qehar yeh aankhon pe hua hai naazil ! ek muddat se koi khwaab na dekhaa humne !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Sabka ahwaal wahi hai jo humaara hai aaj ! yeh alag baat baat ki shikwa kiya tanha humne !! #shahryar #shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Justajoo jiski thee usko toh na paaya humne ! iss bahaane se magar dekh lii duniyaa humne !! #shahryar #shair

urdu_india shams
1/ 3 Andheri raat ki us rahguzar par, hamare sath koi aur bhi tha, ufaq ki samt wo bhi tak raha tha, #shahryar #shair
2/3 3/3 usey bhi kuch sunai de raha tha, magar ye raat dhalne par hua kya, hamaare sath ab koi nahi hai #shahryar #shair

nad_mad Nadeem Ahmad
Ye aankh hai ki nahin dekha kuchh siva tere // Ye dil ajab hai ki gham hai isse zamaane ka... #Shahryar #Shair #Awesome

nad_mad Nadeem Ahmad
Ye kaisi ajnabi dastak thi kaisi aahat thi // Tere siva tha kise haq mujhe jagaane ka #Shahryar #Shair

nad_mad Nadeem Ahmad
Kiya iraada baarha tujhe bhulaane ka // Mila na uzr hi koi magar thikaane ka... #Shahryar #Shair

urdu_india shams
us hatheli mein bahut see dastakein ru posh hain:; us gali ke mod par ek ghar tha kal tak kya huaa #shair #shahryar

urdu_india shams
koi palko se utarti rata ko rokey zara:; shaam ki dahleez par ek saaya hai sahma hua #shair #shahryar
urdu_india shams
Kaarobaar-e-shauq mein bas faayda itna hua:; Tujh se milna tha ke main kuch aur bhi tanha hua #shair #shahryar

urdu_india shams
kaisa manzar thaa ki zanjeer huyee.n aawaazein:: aur makhlooq-e-khuda sari, tamashaai thee #shair #shahryar

urdu_india shams
mujh ko rahna thaa isi shahr ki galiyo mein aseer:; mere hissey mein kahaa.n dasht ki pinhaai thee #shair #shahryar

urdu_india shams
ek yahii shakl thee zakhmo pe bahaar aane ki:; kaam kee cheez badi, ab khulaa, tanhaai thee #shair #shahryar

urdu_india shams
tere hee kahne pe mai ne ye imaarat dil ki:; badi mushkil se bade shauq se banwaai thee #shair #shahryar

urdu_india shams
saff ba saff aise hee utre they sitaare dil se:; hu ba-hu aisee hee kal bhi shab-e-tanhai thee #shair #shahryar

urdu_india shams
They sabab aur teri yaad nahi aayyi thee:; ek do baar tabi'at zara ghabraai thee #shair #shahryar

urdu_india shams
Munharif khwaabo se huye jab log:; soye ya jaage, sab baraabar hai #shair #shahryar
urdu_india shams
be ufaq aasmaa.n tak thee pahuch:; aankh ki zad se wo bhi bahar hai #shair #shahryar

urdu_india shams
pattiyaa.n hai na phool perho par:: hukmaraa.n door door sarr sarr hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Raah jaise saleeb ka saaya: Naqsh-e-paa jaise koi khanjar hai #shair #shahryar

urdu_india shams
wo udhar us taraf zara dekho:: ek parchchaai oas se tarr hai #shair #shahryar

urdu_india shams
DARD SA IK JO DIL KE ANDAR HAI:: SAB KO YE BHI KAHA MAYASSAR HAI #shair #shahryar

urdu_india shams
Aaaj ki raat mein ghoominga khuli sadko par:; aaj ki raat mujhe khwaabo se fursat kuch hai #shair #shahryar

urdu_india shams
zindagi se abhi rishta nahi toota mera :; Kal ka ahwaal tha kuch, aaj ki haalat kuch hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Meri barbaadi mein kuch haath nahi hai tera:; Mujh ko bhi kahne ki ae dost ijaazat kuch hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Tez aandhi mein andhero ki sitam sahte rahe:; raat ko phir bhi charaagho.n se shikaayat kuch hai #shair #shahryar

urdu_india shams
meri tanhaai se jalti hai, meri dushman hai:: poochche dunia se koi mujh se adaavat kuch hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Umr bhar main kabhi seraab nahi ho sakta:: chashm-e-jaana.n mein hai kuch meri zaroorat kuch hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Raato ko jaagne ke sivaa aur kya kiyaa:: Aaankhein agar mili thee.n koi khwaab dekhte #shair #shahryar #insomniacs #me

urdu_india shams
AATEE KISI KO RAAS SHAHAADAT HUSSAIN KI:: DUNIA MEIN HAM KISI KO TO SERAAB DEKHTE #shair #shahryar

urdu_india shams
baarish ka lutf band makaano mein kuch nahi:; Baahar nikalte ghar se to sailaab dekhte #shair #shahryar

urdu_india shams
saahil ki ret ne hamein waapas bula lia:; warna zaroor halqa-e-gardaab dekhte #shair #shahryar

urdu_india shams
Usko kisi ke waaste betaab dekhte:: ham bhi kabhi ye manzar nayaab dekhte #shair #shahryar

urdu_india shams
ye dekho aa gai mere zawaal ki manzil:; main ruk gaya meri parchchaai chalti jaati hai #shair #shahryar

nad_mad Nadeem Ahmad
Dhili hui giraft junoon ki ke jal utha // Taaq-e-havas mein koi charagh-e-gunaah phir... #Shahryar #Shair

urdu_india shams
main apne jism ki sargoshiyo ko sunta hu:; tere visaal ki saa'at nikalti jaati hai #shair #shahryar

nad_mad Nadeem Ahmad
Berang aasmaan ko dekhegi kab talak // Manzar nayaa talaash karegi nigaah phir... #Shahryar #Shair

urdu_india shams
chahaar samt se ghera hai tez aandhi ne:; kisi charaagh ki lau phir bhi jalti jaati hai #shair #shahryar

nad_mad Nadeem Ahmad
Pichhle safar ki gard ko daaman se jhaad do // Aawaz de rahi hai koi sooni raah phir... #Shahryar #Shair

urdu_india shams
Us ek ufaq pe abhi tak hai aetbaar mujhe:: magar nigaah manaazir badalti jaati hai #shair #shahryar
nad_mad Nadeem Ahmad
Honthon pe aa raha hai koi naam baar baar // Sannaton ki tilism ko todegi aah phir... #Shahryar #Shair

urdu_india shams
Ye kya hua ke tabi'at sambhalti jaati hai:; Tere baghair bhi ye raat dhalti jaati hai #shair #shahryar

nad_mad Nadeem Ahmad
Had-e-nigaah tak ye zameen hai siyaah phir // Nikli hai juganuon ki bhatkati sipaah phir... #Shahryar #Shair

urdu_india shams
mere sooraj aa , mere jism pe apna saaya kar:; badi tez hawa hai, sardi aaj ghazab ki hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Tujhe bhool gaya kabhi yaad nahi karta tujhko:; Jo baat bahut pahle karni thee, ab ki hai #shair #shahryar

urdu_india shams
teri deed se aannkhe ji bhar ke seraab huee.n:; kis roz hua tha aisa, baat ye kab ki hai #shair #shahryar

urdu_india shams
SUNSAAN SADAK, SANNATE, AUR LAMBEY SAAYE:: YE SAARI FAZAA AE DIL TERE MATLAB KI HAI #shair #shahryar

urdu_india shams
aahat jo sunaai dee hai hijr ki shab ki hai: ye raaye akeli meri nahi hai sab ki hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Dil tark-e-ta'alluq pe bhi aamaada nahi hai:; aur haq bhi adaa us se wafa ka nahi hota #shair #shahryar

urdu_india shams
Sunte hain sabhi ghaur se aawaaz-e-jaras ko :: manzil ki taraf koi ravaana nahi hota #shair #shahryar

urdu_india shams
Ya itni na tabdeel hui hoti ye dunia:: ya main ne usey khwaab mein dekha nahi hota #shair #shahryar

urdu_india shams
Kyu mera muqaddar hai ujaalo ki syaahi:; kyu raat ke dhalne se savera nahi hotaa #shair #shahryar

urdu_india shams
hamein ek aur bhari bazm yaad aati hai:: kisi ki bazm mein jab muskuraana hota hai #shair #shahryar

urdu_india shams
is ummeed pe ham aaj tak bhatakte rahe:; har ek shakhs ka koi thikaana hota hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Ke tu bhi yaad nahi aata ye to hona tha :: gaye dino.n ko sabhi ko bhulaana hota hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Hamaare shahr mein ye kaun ajnabi aaya :: ke roz khwaab safar pe ravaana hota hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Zabaani daave bahut log karte rahte hain:: Junoo.n ke kaam ko karke dikhaana hota hai #shair #shahryar

urdu_india shams
Hawa ka zor hee kaafi bahaana hota hai:: Agar charaagh kisi ko jalaana hota hai #shair #shahryar

nad_mad Nadeem Ahmad
Har mulaaqat ka anjaam judaai kyun hai // Ab to har waqt yahi baat sataati hai humein... #Shahryar #Shair

nad_mad Nadeem Ahmad
Yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se // Raat ke pichhle pehar roz jagaati hai humein... #Shahryar #Shair

nad_mad Nadeem Ahmad
Surkh phoolon se mahak uthti hain dil ki raahein // Din dhale yoon teri aawaz bulaati hai humein.. #Shahryar #Shair

enbee1709 Nitya Bisarya
In paniyon se koi salamat nahi gaya Hai waqt ab bhi kashtiyan le jao mor ke #Shahryar #shair
urdu_india shams
ik ik karke sab rastey kitne sunsaan huey:: yaad aaya main lambe safar par jaane waala tha #shahryar #shair

urdu_india shams
Ye to khair hui dariya ne rukh tabdeel kia:: mera shahar bhi iski zad mein aane waal tha #shahryar #shair

urdu_india shams
Mujh ko nidaamat bas us par hai log bahut khush hain:: Us lamhe ko khokar jo pachchtaane waala tha #shahryar #shair

urdu_india shams
jaan boojh kar, soch samajh kar mai ne bhula dia :: har wo qissa jo dil ko bahlaane waala tha #shahryar #shair

urdu_india shams
Tere siva bhi koi mujhe yaad aane waal tha: Main warna yu.n hijr se kab jaane waal tha #shahryar #shair

urdu_india shams
Warna sailab baha le gaya hota sab kuch:: aankho ko zabt ki taakeed hai roye kaise #shahryar #shair

urdu_india shams
ROOH KA BOJH TO UTHTA NAHI DEEWANE SE:: jISM KA BOJH MAGAR DEKHIYE DHOYE KAISE #shahryar #shair

urdu_india shams
Ye to achcha hai koi poochchne waala na raha :: kaise kuch log miley they hamein khoye kaise #shahryar #shair

urdu_india shams
Ret daaman mein ho ya dasht mein bas ret hee hai:: ret mein fasal-e-tamanna koi boye kaise #shahryar #shair

urdu_india shams
Neend ko oas se palko ko bhigoyein kaise:: Jaagna jiska muqaddar ho wo soye kaise #shahryar #shair

urdu_india shams
Aaj bhi hai teri doori hee udaasi ka sabab:: ye alag baat hai ki pahli si nahi, kuch kam hai #shahryar #shair

urdu_india shams
Bichchde logo se mulaqaat kabhi phir hogi:: dil mein ummeed to kaafi hai, Yaqee.n kuch kam hai #shahryar #shair

urdu_india shams
Ghar ki ta'meer tasavvur hee mein ho sakti thee:: apne naqshe ke mutaabiq ye zamee.n kuch kam hai #shahryar #shair

urdu_india shams
Zindagi jaisi tawaqqo thee nahin, kuch kam hai:: Har ghadi hota hai ehsaas kahin kuch kam hai #shahryar #shair

urdu_india shams
kaisi dastak thee ke darwaaze muqaffal ho gaye: aur uske saath rudaad-e-qafas poori hui #shahryar #shair

urdu_india shams
aag ke sholo se saara shahar roshan ho gaya:; ho mubaarak aarzu-e-khaar-o-khas poori hui #shahryar #shair

urdu_india shams
is khizaan aasaar lamhe ki hikaayat hai yahi:: ik gul naa-aafreeda ki hawas poori hui #shahryar #shair

urdu_india shams
aa rahi hain jism ke deewar girne ki sada:: ik ajab khwaahish thee jo abke baras poori hui #shahryar #shair
mskansari shahid ansari
in paaniyon se ko_ii salaamat nahii.n gayaa hai vaqt ab bhii kashtiyaa.N le jaao mod ke #shahryar #shair

urdu_india shams
aankh ki ye ek hasrat thee ke poori hui:: aansuo mein bheeg jaane ki hawas poori hui #shahryar #shair

enbee1709 Nitya Bisarya
Kagaz ki kashti mein dariya par kiya .... Dekho ham ko kya kya karatab ate hain #Shahryar #Shair

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
bichhDe logoN se mulaaqaat kabhii phir hogii || dil meN ummiid to kaafii hai, yaqiiN kuchh kam hai #shair #shahryar

rmanish1 Manish Rathore
youtube.com/watch?v=v1QaZT… #shahryar #shair @iamrana

urdu_india shams
ab wo safar ki taab nahi baaqi warna:: hamko bulaawe dasht se jab-tab aate hain #shahryar #shair

urdu_india shams
jazb karey kyu ret hamaare ashko ko:: tera daaman tarr karne ab aate hain #shahryar #shair

urdu_india shams
aagti aankho se bhi dekho dunia ko:: khwaabo ka kya hai wo har shab aate hain #shahryar #shair

urdu_india shams
aise hijr ke mausam kab kab aate hain: tere alaawa yaad hamein sab aate hain #shahryar #shair

urdu_india shams
wo jo pyaase they samandar se bhi pyaase laute:: unse poochcho ki saraabo mein fusoo.n kitna hai #shahryar #shair

urdu_india shams
jama karte rahe jo apne ko zarra zarra :: wo ye kya jaane bikharne mein sukoo.n kitna hai #shahryar #shair

urdu_india shams
yun dor ko ham waqt ki pakde to huye they, ik baar magar chooti to phir haath na aayi #shahryar #shair

urdu_india shams
mausam hee pe ham karte rahe tabsira taa-der:: dil jis se dukhein aisi koi baat na aayi #shahryar #shair

urdu_india shams
suraj ka safar khatam hua, raat na aayi:: hisssey mein mere, khwaabo ki saughaat na aayi #shahryar #shair

rmanish1 Manish Rathore
Teri saanse mujh tak aake baadal ho jaayein ; Mere jism ke khusk ilaake jal thal ho jaayein #shahryar

urdu_india shams
aandhiyaan aayi.n to sab logo ki ma'alum hua, parcham-e-khwaab zamaane mein nigun kitna hai #shahryar #shair

urdu_india shams
Dil mein utregi to poochchegi junoon kitna hai, noak-e-khanjar hee bataayegi ke lahu kitna hai #shahryar #shair

urdu_india shams
har simt nazar aati hain be-fasl zameenein:: is saal bhi shahar mein barsaat na aayi #shahryar #shair

urdu_india shams
hamraah koi aur na aaya to gila kya, parchchaai bhi jab mere saath na aai #shahryar #shair

urdu_india shams
be-simt manzilo ne bulaaya hai phir hamein:: sannaate phir bichchaane lagi raasto mein raat. #shahryar #shair

urdu_india shams
aankho ko sab ki neend bhi di khwaab bhi diye:: ham ko shumaar karti rahi dushmano mein raat. #shahryar #shair

urdu_india shams
wo khurdari chattaanein wo dariya wo aabshaar:: sab kuch samet le gayi apne paro.n mein raat. #shahryar #shair

urdu_india shams
kuch bhi dikhai deta nahi door door tak:: chubhti hai suiyyo.n ki tarah jab rago.n mein raat #shahryar #shair

rmanish1 Manish Rathore
Kagaz ki kashtiyan bhi bahot kaam aaeingi ; Jis din hamare shahar mein sailaab aayega #shahryar #shair

urdu_india shams
pahle nahaai oas mein phir aansuo mein raat:: yu boond boond utri hamaare gharo mein raat. #shahryar #shair

urdu_india shams
pyaas ka kya tha saraabo se bhi bujh sakti thee:: yaad aati rahi har aan magar dariya ki #shahryar #shair

enbee1709 Nitya Bisarya
har mulaaqaat kaa anjaam judaaii kyuun hai .......... ab to har vaqt yahii baat sataatii hai hamein #Shahryar #shair

urdu_india shams
qatra-e-ashk se aankho ka bharam baaqi hai:: chcheen le jaaye na usko bhi hava dunia ki #shahryar #shair

urdu_india shams
rang-e-wahshat se sabhi rang bahut dhundle they:: shahar ka khaaka tha, tasveer bani sahra ki #shahryar #shair

urdu_india shams
taveel hone lagi hain isi liye raatein:: ke log sunte sunaate nahi kahaan bhi #shahryar #shair

rmanish1 Manish Rathore
Ye aag hawas ki hai, jhulas degi ise bhi ; Suraj se kaho saaya-e- deewar mein aaye #Shahryar

urdu_india shams
zamee.n bhi ham se bahut door hoti jaati hai:: dara rahi hai khalaao ki bekaraani bhi #shair #shahryar

enbee1709 Nitya Bisarya
tere jahaan mein aisaa nahiin ki pyaar na ho...... jahaan ummiid ho is kii vahaan nahiin milataa #Shahryar #shair

rmanish1 Manish Rathore
Mere hisse ki zameen banjar thi, main wakif na tha ; Besabab ilzaam deta raha main barsaat ko #Shahryar

urdu_india shams
bhatak rahe hain taa'qub mein me ab saraabo ke:: mila na jinko samandar se boond paani bhi #shahryar #shair

urdu_india shams
rago meinm ret ki ek aur tah jami dekho:: ke pahle jaisi nahi khoon mein ravaani bhi #shahryar #shair

urdu_india shams
khuli hai aankh kaha, kaun mod yaaro:: dayaar-e-khwaab ki baaqi nahi nishaani bhi #shahryar #shair

urdu_india shams
nishaat-e-gham bhi mila, ranj-e-shaadmani bhi: magar wo lamhe bahut mukhtasar the faani bhi.. #shahryar #shair

urdu_india shams
paas ki cheezo pe doori ke dhundalke chchaaye:: bichchde logo se mulaqaat ki surat nikli #shahryar #shair

urdu_india shams
phir koi manzil-e-benaam bulati hai hamein:: rahnumaai le liye dhoop ki shiddat hee sahi #shahryar #shair

enbee1709 Nitya Bisarya
Bichhade logon se mulaqaat kabhi phir hogi. Dil mein ummeed to kaafi haiyaqiin kuch kam hai #shahryar #shair

urdu_india shams
abtida ishq se afsana-e-hasti ki hui:: inthaa iski magar sirf murawwat nikli #shahryar #shair

urdu_india shams
tum kaho zeest ko kis rang mein dekha tumne:: zindagi apni to khwaabo ki amaanat nikli. #shahryar #shair

urdu_india shams
maayl-e-bekaram hain raatein, aankho se kaho ab maange, khwaabo ke siva jo chaahein. #shahryar #shair

fzlsammy Fazal Ahmad
ye kaisi ajnabi dastak thi kaisi aahat thi ... tere sivaa tha kise haq mujhe jagane ka #Shahryar #Shair @nad_mad

urdu_india shams
thodi si jagah mujh ko bhi mil jaaye kahi.n par:: wahshat tere koochche mein mere shahr mein kam hai #shahryar #shair
13 minutes ago

urdu_india shams
ya tujh se bichchadne ka hausla nahi mujhe:: yaa tere taghaaful mein bhi andaaz-e-karam hai #shahryar #shair
urdu_india shams
mahroomi ka ehsaas mujhe kis liye hota: haasil hai jo kuch kaha dunia ko baham hai #shahryar #shair

urdu_india shams
kahne ko to har baat kahi tere muqaabil:: lekin wo afsaana jo mere dil pe raqam hai. #shahryar #shair

urdu_india shams
naazil ho jism-o-rooh pe jab be-hisi ka qahar;; Us waqt dosto.n ye ghazal gungunaai jaaye #shahryar #shair

urdu_india shams
sharo ki sarhado.n pe hai sahraao ka hujoom, kya maajra hai aao khabar lagaai jaaye #shahryar #shair

urdu_india shams
kuch saagharo.n mein zahar hai kuch mein sharaab hai:: ye mas'alaa hai tashnagi kis se bujhaai jaaye. #shahryar #shair

urdu_india shams
sab kuch badal gaya hai nagar log hain ba-zid:: mahtab hee mein soorat-e-jaana.n dikhaai jaaye.. #shahryar #shair

urdu_india shams
Anndhi ki zad mein shamma-e-tamanna jalaai jaaye:: jis tarah bhi ho laaj junoo.n ki bachaai jaaye.. #shahryar #shair

AuonMusvi AuonMusvi
Tujhe Sochon Tou Pehlu Se Sarak Jata Hy Dil Mera // Main Dil Pe Hath Rakh Kar DHARKANEIN Tarteeb Dyta Hun... ! #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya
Kya hua ahle junoon ko ki dua maangte hain / Shahar me shor na ho dasht me weerani na ho #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya
Dil pareshan ho magar aankhon men hairaani na ho / Kwab dekho ki hakikat se pareshani na ho #shahryar #shair

aptrivedi Atul
Vo mera gaanv hai vo mere gaanv ke chullhe/ ke jinme sholey to sholey dhuaan nahi milta #Shair #Shahryar

It_waznt_me Pranjalya @
Aadam ki tarah aadam se mile kuchh achhe sachhe kaam kare / Ye ilm agar ho insaan ko kab kaise marne waala hai #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya @
Jism ke saaz pe sunta tha ajab sa nagmaa / rooh ke taaron ko chheda to sadaa hai kuchh aur... #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya @
Jo makaandaar hain duniya men unhen kya maloom / ghar ki tameer ki hasrat ka maja hai kuchh aur #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya @
Main salaamat hun magar ye khwab aankhen karbalaa / jo juda tan se hua wo mera sar lagne laga #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya @
Shikwa koi dariya ki rawaani se nahi hai / rishta hi meri pyaas ka paani se nahi hai #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya @
Sahkh-e-shajar se patte gire jab bhi toot ke / royi tamaam khalk-e-khuda phoot phoot ke #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya @
Jagah jo dil me nahi hai mere liye na sahi / magar ye kya ki bhari bazam se uthaataa hai #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya @
Wo bewafaa hai hameshaa hi dil dukhataa hai / magar humen to wohi ek shakhsh bhaata hai #shahryar #shair

eDeepika Deepika
Kaagaz ki kashti mein dariya paar kiya, dekho humko kya kya kartab aate hain #shahryar #shair

eDeepika Deepika
Jaagati aankhon se bhi dekho duniya ko, Khvaabon ka kya hai vo har shab aate hain #shahryar #shair

eDeepika Deepika
Ab vo safar ki taab nahin baaqi varna, ham ko bulaave dasht se jab tab aate hain #shahryar #shair

eDeepika Deepika
Jazb kare kyon ret hamare ashkon ko, tera daaman tar karne ab aate hain #shahryar #shair
urdu_india shams
maayl-e-bekaram hain raatein, aankho se kaho ab maange, khwaabo ke siva jo chaahein. #shahryar #shair

fzlsammy Fazal Ahmad
ye kaisi ajnabi dastak thi kaisi aahat thi ... tere sivaa tha kise haq mujhe jagane ka #Shahryar #Shair

urdu_india shams
thodi si jagah mujh ko bhi mil jaaye kahi.n par:: wahshat tere koochche mein mere shahr mein kam hai #shahryar #shair

urdu_india shams
ya tujh se bichchadne ka hausla nahi mujhe:: yaa tere taghaaful mein bhi andaaz-e-karam hai #shahryar #shair

urdu_india shams
mahroomi ka ehsaas mujhe kis liye hota: haasil hai jo kuch kaha dunia ko baham hai #shahryar #shair

urdu_india shams
kahne ko to har baat kahi tere muqaabil:: lekin wo afsaana jo mere dil pe raqam hai. #shahryar #shair
urdu_india shams
naazil ho jism-o-rooh pe jab be-hisi ka qahar;; Us waqt dosto.n ye ghazal gungunaai jaaye #shahryar #shair

urdu_india shams
sharo ki sarhado.n pe hai sahraao ka hujoom::: kya maajra hai aao khabar lagaai jaaye #shahryar #shair

urdu_india shams
kuch saagharo.n mein zahar hai kuch mein sharaab hai:: ye mas'alaa hai tashnagi kis se bujhaai jaaye. #shahryar #shair

urdu_india shams
sab kuch badal gaya hai nagar log hain ba-zid:: mahtab hee mein soorat-e-jaana.n dikhaai jaaye.. #shahryar #shair

urdu_india shams
Anndhi ki zad mein shamma-e-tamanna jalaai jaaye:: jis tarah bhi ho laaj junoo.n ki bachaai jaaye.. #shahryar #shair

AuonMusvi AuonMusvi
Tujhe Sochon Tou Pehlu Se Sarak Jata Hy Dil Mera // Main Dil Pe Hath Rakh Kar DHARKANEIN Tarteeb Dyta Hun... ! #shahryar #shair

It_waznt_me Pranjalya
Kya hua ahle junoon ko ki dua maangte hain / Shahar me shor na ho dasht me weerani na ho #shahryar #shair


It_waznt_me Pranjalya
Dil pareshan ho magar aankhon men hairaani na ho / Kwab dekho ki hakikat se pareshani na ho #shahryar #shair

Stay_Connectedd 'SPK'
Humraah Koi Aur Na Aaya To Kya Gila,Perchhai Bhi Jab Meri Mere Saath Na Aayi.#SC #SHAIR #Shaharyar

Stay_Connectedd 'SPK'
Suraj Ka Safar Khatam Hua To Raat Na Aayi,Hisse Me Mere Khwabon Ki Saugat Na Aayi.#SC #SHAIR #Shaharyar

DrTahirZaidi Dr.Tahir Zaidi
Tanhai ki ye kaun si manzil hai rafeeqon / tahadd e nazar ek bayabaan sa kyon hai #shaharyar #shair @drTahirZaidi

Dr.Tahir Zaidi @
Jisey bhi dekhiye wo apney aap me gum hai / zubaan mili hai magar ham zabaan nahi milta #shaharyar

nad_mad Nadeem Ahmad
Aaj bhi hai teri doorii hi udaasi ka sabab // Ye alag baat ki pehli si nahin kuchh kam hai... #Shahryar #Shair #Awesome

nad_mad Nadeem Ahmad
Ab jidhar dekhiye lagta hai ki is duniya mein // Kahin kuchh cheez ziyaada hai kahin kuchh kam... #Shahryar #Shair

nad_mad Nadeem Ahmad
Bichhde logon se mulaaqaat kabhi phir hogi // Dil mein ummeed to kaafi hai yaqeen kuchh kam hai... #Shahryar #Shair #Awesome

nad_mad Nadeem Ahmad
Ghar ki taameer tasavvur hi mein ho sakti hai // Apne naqshe ke mutaabiq ye zameen kuchh kam hai.. #Shahryar #Shair

nad_mad Nadeem Ahmad
Zindagi jaisi tamanna thi nahin kuchh kam hai // Har ghadi hota hai ehsaas kahin kuchh kam hai.. #Shahryar #Shair

nad_mad Nadeem Ahmad
Iss haadse ko sunn ke karega yaqeen koi // Sooraj ko ek jhonka havaa ka bujha gaya... #Shahryar #Shair #Awesome again

nad_mad Nadeem Ahmad
Kyun aaj us ka zikr mujhe khush na kar saka // Kyun aaj us ka naam mera dil dukha gaya... #Shahryar #Shair #Awesome

nad_mad Nadeem Ahmad
Nikla tha main sadaa-e-jaras(bell) ki talaash men // Bhoole se is sukoot(silence) ke sehra mein aa gaya.. #Shahryar #Shair

nad_mad Nadeem Ahmad
Kis-kis tarah se mujh ko na rusva kiya gaya // Ghairon ka naam mere lahoo se likha gaya.. #Shahryar #Shair
AuteurPravesh Pravesh Bhardwaj
kyon aaj us ka zikr mujhe Khush na kar saka/ kyon aaj us ka naam mera dil dukha gaya #Shahryar #Shair

asmakadri Asma G. Khan
kabhii kisii ko mukammal jahaa.N nahii.n milataa kahii.n zamii.n to kahii.n aasmaa.N nahii.n milataa #shair #Shahryar #fav


demhadiabo Obaid Ahmed
wo dekh lo wo samandar khushk hone laga, jise tha daavaa meri pyaas ko bujhane ka #Shair #Shahryar

asmakadri Asma G. Khan
kaaGaz kii kashtii me.n dariyaa paar kiyaa / dekho ham ko kyaa kyaa karatab aate hai.n #Shahryar

AuteurPravesh Pravesh Bhardwaj @
in paaniyon se koi salamat nahin gaya/ hai waqt ab bhi kashtiyan le jaao moDh ke #Shahryar #Shair

demhadiabo Obaid Ahmed
ye kaisii ajanabii dastak thii kaisii aahat thii,tere sivaa thaa kise haq mujhe jagaane kaa #Shair #Shahryar

ShaiqKhan Shaiq Ali Khan
Kis-kis tarah sey mujh ko na rusvaa kiyaa gayaa/ Gairoun kaa naam merey lahuu se likhaa gayaa! #Shahryar #Shair
demhadiabo Obaid Ahmed
justajuu jis kii thii us ko to na paayaa ham ne, is bahaane se magar dekh lii duniyaa ham ne #Shair #Shahryar

ShaiqKhan Shaiq Ali Khan @
Hum paddh rahey they khwaab ke purzoun ko joudd key/ Aandhii ney ye tilism bhii rakh daalaa toudd key. #Shahryar #Shair

demhadiabo Obaid Ahmed
jise bhi dekhiye wo apne aap mein gum hai, zubaan milii hai magar ham-zubaan nahin milta #Shair #Shahryar

demhadiabo Obaid Ahmed
kabhi kisi ko mukammal jahaan nahi milta, kabhi zamin tou kabhi aasmaan nahi milta #Shair #Shahryar

demhadiabo Obaid Ahmed
zindagi jab bhi teri bazm mein laatee hain humein, ye zamin chand se behtar nazar aati hain humein #Shair #Shahryar

demhadiabo Obaid Ahmed
kya koi naee baat nazar aati hain hum mein, aaeena humey dekh kay hairaan sa kyun hain #Shair #Shahryar

demhadiabo Obaid Ahmed
seeney mein jalan ankhon mein tufaan saa kyun hai,iss shahar mein har shaks pareshaan saa kyun hai #Shair #Shahryar

fzlsammy Fazal Ahmad
Pichale safar ki gard ko daaman se jhaad do ... aawaaz de rahi hai koi sooni raah phir #Shahryar #Shair

ShaiqKhan Shaiq Ali Khan @
Kuchh bhi nahin jo khvaab ki tarah dikhaaii dey/ Koi nahin jo hum ko jagaaye jhinjhod key. #Shahryar #Shair

AuteurPravesh Pravesh Bhardwaj @
tum se bichhaDhe hain to ab kis se milati hai hamein/ zindagi dekhiye kya rang dikhati hai hamein #Shahryar #Shair

suhelbaxi suhel baxi
khud pashema.n huey, nae usko sharminda kia: ishq ki waza ko kya khoob nibhaaya hamne #shahryar #shair"

eDeepika Deepika
Humne to koi baat nikaali nahin gham ki, woh zuud-e-pashemaan pashemaan sa kyun hai #shahryar #shair

eDeepika Deepika
Kya koi nayi baat nazar aati hai hum mein, aaina hume dekh kar hairaan sa kyun hai #shahryar #shair

ShaiqKhan Shaiq Ali Khan
Dil mein toofaan hai aur aankhoun mein tugh'yaani hai/ Zindagi magar humney haar nahin maanii hai! #Shahryar # Shair

eDeepika Deepika
Dil hai to dhadakne ka bahan koi dhundhe, patthar ki tarah behis-o-bejaan sa kyun hai #shahryar #shair

eDeepika Deepika
Seene mein jalan aankhon mein tuufaan sa kyun hai, iss sheher mein har shakhs pareshaan sa kyun hai #shahryar #shair

rmanish1 Manish Rathore
I read about this song at a blog post by Shahryar's son Faridoon tinyurl.com/3logxrc #Shahryar #Shair #Zooni

iamrana Rana Safvi
zindagi jaisii tavaqqo thi nahin, kuch kam hai// har ghaDi hota hai ahsaas kahin kuchh kam hai #Shahryar #Shai
i
amrana Rana Safvi
ghar ki taamiir tasavvur hii men ho saktii hai/ apne naqshe ke mutaabiq yeh zamiin kuchh kam hai #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
ab mori naiyya paar karo tum hazarat nizaam-ud-diin auliya#NowListening to #Shahryar #Shair

fzlsammy Fazal Ahmad
ajeeb sanehaa mujh par guzar gaya yaaro ... main apne saaye se kal raat dar gaya yaaro #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
zamiin teri kashish khiinchtii rahi hamko/ gaye zaruur the kuchh duur maahtaab ke saath #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
fizaa men duur tak marhabaa ke naare hain/ guzarne vaale hain kuchh log yaan se Khwaab ke saath #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
baii ajib mahak saath le ke aaii hai/ nasiim raat basar kii kisii gulaab ke saath #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
to phir bataao samandar sadaa ko kyuuN sunte// hamaarii pyaas kaa rishta thaa jab saraab ke saath #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Akhlaq Mohammed Khan #Shahryar was awarded the 1987 Sahitya Akademi Award in Urdu for his poetry collection, Khwab Ka Dar Band Hai(1987)

iamrana Rana Safvi
kategaa dekhiye din jaane kis azaab ke saath// ki aaj dhuup nahiin niklii aaftaab ke saath #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Bulaa Rahaa Hain Kaun,MujKo Chilamanon Ke Us Taraf Mere Liye Bhee Kyaa Koyi udaas Bekaraar Hai #NowListening to #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Tamaam Umar Kaa Hisaab, / Maangti Hain zindagee Ye Mera Dil Kahe To Kyaa, / Ke Khud Se Sharmasaar Hai #NowListening to #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Ye Kis Makaam Par Hayaat, / Muz Ko Leke Aa Gaee Naa Bas Khushee Pe Hain Jahaa / Naa Gam Pe Ikhtaiyaar Hai #NowListening to #Shahryar #Shair

awwwjameel Jameel Aahmed ✔
Had-e-nigaah Tak Jahaa, / Ghubaar Hee Ghubaar Hai #NowListening to #Shahryar #Shair #Umraojaan

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Ye Kyaa Jagah Hain Doston, / Ye Kaun Saa Dayaar Hain #NowListening to #Shahryar #Shair #Umraojaan

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Dar Mohe Laage, Jiya Mora Garje Hole Hole Jhoola Julaavo More Saiya Re, Hamriya #NowListening to #Shahryar #Shair #Umraojaan

fzlsammy Fazal Ahmad
bilkul banjar ho gayi dharti dil ke dasht ki ... rukhsat kab ke ho gaye mausam saare pyaar ke #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Humvakae Pirvapae, Jhoola Jhoolaeth Hai Garba Lagayae Pakadhileenee Baiya Re, Hamariya #NowListening to #Shahryar #Shair #Umraojaan

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Jhoola Kinne Dala Re, Hamraiya Jhoolae Mora Saiya, Loo Mein Balaiya, Re Hamraiya #NowListening to #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Tum Se Bichhde Hain To Ab, Kis Se Milati Hai Hamein Zindagi Dekhiye, Kya Rang Dikhati Hai Hamein #NowListening to #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Tum Se Bichhde Hain To Ab, Kis Se Milati Hai Hamein Zindagi Dekhiye, Kya Rang Dikhati Hai Hamein #NowListening to #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Jab Bhi Milti Hai Mujhe,Ajnabi Lagti Kyon Hai Zindagi Roz, Naye Rang, Badalti Kyon Hai #NowListening to #Shahryar #Shair #UmraoJaan

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Aye Adaa aur Sunaaye BhiTo Kya Haal Apna Umar Ka Lambaa Safar, Tay Kiya Tanhaa Hum Ne #NowListening to #Shahryar #Shair #UmraoJaan

fzlsammy Fazal Ahmad
Khoon me latpath ho gaye saye bhi ashjar ke /kitne gehre waar the khushboo ki talvaar ke #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Kab Milee Thi, Kaha Bichdee Thi, Humei Yaad Nahee zindagi Tuj Ko To, Bas Khwab Mein,Dekha Humne #NowListening to #Shahryar
ayazalam Ayaz
"aise hijr ke mausam ab kab aate hain / tere alaavaa yaad hamen sab aate hain" #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Tuj Ko Rusawaa Na Kiya, Khud Bhi Pashemaan Na Huye Ishq Ki Rasm Ko, Is Tarah Nibhayaa Hum N #NowListening to #Shahryar #Shair @

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
ye aankh hai ki nahiin dekhaa kuchh sivaa tere || ye dil ajab hai ki Gam hai ise zamaane kaa #shahryar #shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Justuju Jiski Thi, Us Ko To Na Paayaa Hum Ne Is Bahaane Se, Magar Dekh Li, Duniyaan Hum Ne #NowListening to #Shahryar #Shair

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
ye kaisii ajanabii dastak thii kaisii aahaT thii || tere sivaa thaa kise haq mujhe jagaane kaa #shahryar #shair

urdu_india shams
all #shair #shahryar tweets are from his book Dhund ki Roshni 2003, Sahitya Akademi (sic)

fzlsammy Fazal Ahmad
aaj bhi hai teri doori hi udaasi ka sabab ... ye alag baat ki pahli si nahi kuch kam hai #Shahryar #Shair

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
baDi ajeeb mahak saath le ke aayee hai || nasiim raat basar kii kisii gulaab ke saath #shahryar #shair

VanquishedFree Nur
"Jamaa karte rahe jo apne ko zarra zarra/Wo ye kya jaane bikharne men sukuun kitna hai" #Shahryar #Shair

ahmedhussain Ahmed Hussain
Dil hai toh dhadakne ka bahana koi dhoonde; Pathhar ki tarah behis-o-bejaan sa kyun hai #Shair #Shahryar

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Kahiye To Aasamaan Ko Zamiin Par Utaar Laaeye Mushkil NahiiN Hai Kuchh Bhii Agar Thaan Liijiye #NowListening to #Shahryar #Shair

akhtar978 Akhtar Hussain
kahin na sabko samandar bahaa ke le jaaye ! yeh khel khatm karo kishtiyaan badalne ka !! #shahryar #shair

ayazalam Ayaz
हर एक नक़्श तमन्ना का हो गया धुंधला / हर एक ज़ख़्म मेरे दिल का भर गया यारो
भटक रही थी जो कश्ती वो ग़र्क-ए-आब हुई / चढ़ा हुआ था जो दरिया उतर गया यारो
वो कौन था वो कहाँ का था क्या हुआ था उसे / सुना है आज कोई शख़्स मर गया यारो #Shahryar #Shair

akhtar978 Akhtar Hussain
Palat ke aaye nahin kyun junoon kii vaadi se ! jinhe yeh zom thaa woh kaamyaab aayenge !! #shahryar #shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Is Anjuman Me Aapako Aanaa Hai Baar Baar Diivaar-O-Dar Ko Gaur Se Pahachaan Liijiye #NowListening to #Shahryar #Shair

fzlsammy Fazal Ahmad
kis-kis tarah se mujh ko na ruswaa kiya gaya ... Gairon ka naam mere lahoo se likha gaya #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Maanaa Ke DostoN Ko Nahin Dostii Kaa paas Lekin Ye Kyaa Ke Gair Kaa Ahasaan Liijiye #NowListening to #Shahryar #Shair

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
is natije pe pohanchate hain sabhi aakhir men || hasil-e-sair-e-jahan kuchh nahin hairani hai #shahryar #shair

urdu_india shams
umr bhar sach hee kaha, sach ke siwa kuch na kaha:: ajr kya uska milega ye na socha hamne #shahryar #shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Dil Chiiz Kyaa Hai, Aap Merii Jaan Lijiye Bas Ek Baar Meraa Kahaa, Maan Liijiye #NowListening to #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
zamiin terii kashish khiinchti rahii hamko gaye zaruur the kuch duur mahtaab ke #Shahryar #Shair

urdu_india shams
kaunsa qahar ye aankho pe hua hai naazil, ik muddat se koi khwaab na dekha hamne #shahryar #shair

urdu_india shams
khud pashema.n huey, nae usko sharminda kia: ishq ki waza ko kya khoob nibhaaya hamne #shahryar #shair

urdu_india shams
sab ka ahvaal wahee hai jo hamaara hai aaj:: ye alag baat hai ki shikwa kiya tanha hamne. #shahryar #shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Is Shamm-E-Farozaan Ko Aandhii Se Daraate Ho Is Shamm-e-Farozaan Ke Paravaane Hazaaron Hain #NowListening #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Ik Sirf Ham Hii May Ko Aankhon Se Pilaate Hain Kahane Ko To Duniyaa Me.N Mayakhaane Hazaaron Hain #NowListening #Shahryar #Shair

urdu_india shams
justju jiski thee uskko to na paayahamne:: is bahaane se magar dekh li duniya hamne. #shahryar #shair

iamrana Rana Safvi
voh dekh lo, voh samandar khushk hone lagaa jise thaa daava merii pyaas bujhaane kaa #Shahryar #Shair

fzlsammy Fazal Ahmad
kiya irada barha tujhe bhulane ka ... mila na uzr hi koi magar thikane ka #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Ik Tum Hii Nahin Tanhaa, Ulafat Mein Meri Rusavaa Is Shahar Mein Tum Jaise Diivaane Hazaaron Hain #NowListening #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
In Aankhon Ki Masti Ke Mastaane Hazaaron Hain In Aankhon Se Vaabastaa Afasaane Hazaaron Hain #NowListening #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
markaz-e-diida-o-dil teraa tasavvur thaa kabhii/ aaj is baat pe kitni hansii aati hai hamen #Shahryar #Shair

urdu_india shams
sard shakho pe oas k qatre, hain abhi mahv khvab aur suraj, rath pe apne sawaar aata hai.. #shahryar #shair

iamrana Rana Safvi
is natiije pe pohanchte hain sabhi aaKhir men/ haasil-e-sair-e-jahaan kuchh nahiin hairaani hai #Shahryar #Shair

urdu_india shams
all #shair #shahryar tweets are from his book Dhund ki Roshni 2003, Sahitya Akademi (sic)

fzlsammy Fazal Ahmad
aaj bhi hai teri doori hi udaasi ka sabab ... ye alag baat ki pahli si nahi kuch kam hai #Shahryar #Shair

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
baDi ajeeb mahak saath le ke aayee hai || nasiim raat basar kii kisii gulaab ke saath #shahryar #shair

VanquishedFree Nur
"Jamaa karte rahe jo apne ko zarra zarra/Wo ye kya jaane bikharne men sukuun kitna hai" #Shahryar #Shair

ahmedhussain Ahmed Hussain
Dil hai toh dhadakne ka bahana koi dhoonde; Pathhar ki tarah behis-o-bejaan sa kyun hai #Shair #Shahryar

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Is Anjuman Me Aapako Aanaa Hai Baar Baar Diivaar-O-Dar Ko Gaur Se Pahachaan Liijiye #NowListening to #Shahryar #Shair

ayazalam Ayaz

अजीब सानेहा मुझ पर गुज़र गया यारो / मैं अपने साये से कल रात डर गया यारो
हर एक नक़्श तमन्ना का हो गया धुंधला / हर एक ज़ख़्म मेरे दिल का भर गया यारो

भटक रही थी जो कश्ती वो ग़र्क-ए-आब हुई / चढ़ा हुआ था जो दरिया उतर गया यारो #Shahryar #Shair

fzlsammy Fazal Ahmad
kis-kis tarah se mujh ko na ruswaa kiya gaya ... Gairon ka naam mere lahoo se likha gaya #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Maanaa Ke DostoN Ko Nahin Dostii Kaa paas Lekin Ye Kyaa Ke Gair Kaa Ahasaan Liijiye #NowListening to #Shahryar #Shair

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
is natije pe pohanchate hain sabhi aakhir men || hasil-e-sair-e-jahan kuchh nahin hairani hai #shahryar #shair

urdu_india shams
umr bhar sach hee kaha, sach ke siwa kuch na kaha:: ajr kya uska milega ye na socha hamne #shahryar #shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Dil Chiiz Kyaa Hai, Aap Merii Jaan Lijiye Bas Ek Baar Meraa Kahaa, Maan Liijiye #NowListening to #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
zamiin terii kashish khiinchti rahii hamko gaye zaruur the kuch duur mahtaab ke #Shahryar #Shair

urdu_india shams
kaunsa qahar ye aankho pe hua hai naazil:: ik muddat se koi khwaab na dekha hamne #shahryar #shair

urdu_india shams
khud pashema.n huey, nae usko sharminda kia: ishq ki waza ko kya khoob nibhaaya hamne #shahryar #shair

urdu_india shams
sab ka ahvaal wahee hai jo hamaara hai aaj:: ye alag baat hai ki shikwa kiya tanha hamne. #shahryar #shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Is Shamm-E-Farozaan Ko Aandhii Se Daraate Ho Is Shamm-e-Farozaan Ke Paravaane Hazaaron Hain #NowListening #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Ik Sirf Ham Hii May Ko Aankhon Se Pilaate Hain Kahane Ko To Duniyaa Me.N Mayakhaane Hazaaron Hain #NowListening #Shahryar #Shair

urdu_india shams
justju jiski thee uskko to na paayahamne:: is bahaane se magar dekh li duniya hamne. #shahryar #shair

iamrana Rana Safvi
voh dekh lo, voh samandar khushk hone lagaa jise thaa daava merii pyaas bujhaane kaa #Shahryar #Shair

fzlsammy Fazal Ahmad
kiya irada barha tujhe bhulane ka ... mila na uzr hi koi magar thikane ka #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
Ik Tum Hii Nahin Tanhaa, Ulafat Mein Meri Rusavaa Is Shahar Mein Tum Jaise Diivaane Hazaaron Hain #NowListening #Shahryar #Shair

wwwjameel Jameel Aahmed ✔
In Aankhon Ki Masti Ke Mastaane Hazaaron Hain In Aankhon Se Vaabastaa Afasaane Hazaaron Hain #NowListening #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
markaz-e-diida-o-dil teraa tasavvur thaa kabhii/ aaj is baat pe kitni hansii aati hai hamen #Shahryar #Shair

urdu_india shams
sard shakho pe oas k qatre, hain abhi mahv khvab aur suraj, rath pe apne sawaar aata hai.. #shahryar #shair

iamrana Rana Safvi
is natiije pe pohanchte hain sabhi aaKhir men/ haasil-e-sair-e-jahaan kuchh nahiin hairaani hai #Shahryar #Shair

Stay_Connectedd 'SPK'
Main tum me bas jau kahi itna sa karam hota, agar aisa hota to mera khushi se kya haal hota.#SHAIR #Shaharyar

Stay_Connectedd 'SPK'
seene me jalan aankhon me tufaan sa kyo H? Is shahar me har shaks pareshaan sa kyo H?.#SHAIR #Shaharyar

Stay_Connectedd 'SPK'
Har Mulaqat Ka Anjaam Judaai Kyo H,Ab To Har Waqt Yahi Baat Satati H Hamein.#SHAIR #Shaharyar

Stay_Connectedd 'SPK'
Yaad Teri Kabhi Dastak Kabhi Saragoshi Se,Raat Ke Pichale Pahar Roj Jagati H Hamein.#SHAIR #Shaharyar

fzlsammy Fazal Ahmad
aao utho kuch kare sahraa ki jaanib chale ... baithe baithe thak gaye saaye me dildaar ke #Shahryar #Shair

ayazalam Ayaz
"Hum Padh Rahe The Khwaab Ke Purzon Ko Jod Ke / Aandhi Ne Yeh Tilism Bhi Rakh Daala Tod Ke" #Shahryar #Shair

urdu_india shams
koi hai jo hamein do chaar pal ko apna le, zabaan sookh gai ye sada lagaate huey.. #shahryar #shair

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
ummid se kam chashm-e-kharidar men aaye || ham log zara der se bazar men aaye #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
log sar phoR kar bhii dekh chuke/ gham kii diivaar TuuTtii hii nahiin #Shahryar #Shair

urdu_india shams
Junoo.n ke naghme, wafaao ke geet gaate hue:: hamaari umr kati zakhm-e-dil chchupaate huey.. #shahryar #shair

fzlsammy Fazal Ahmad
kabhi kisi ko mukammal jahaan nahi miltaa ... kahin zamee'n to kahin aasmaan nahin miltaa #Shahryar #Shair

iamrana Rana Safvi
zindagi jaisi tavaqo thi, nahi, kuch kam hai/ har ghaRi hota hai ehsaas kahin kuch kam hai #Shahryar #Shair

urdu_india shams
na jiska naam hai koi, na jiski shakl hai koi:: ek aesee shae ka kyu hamein azal se intezaar hai.. #shahryar #shair

urdu_india shams
hamein to apni dil ki dhadkano pe bhi yaqeen nahi, Khushaa wo log jinko doosro pe aetbaar hai.. #shahryar #shair

urdu_india shams
har ek jism rooh ke azaab se nidhaal:: har ek aankh shabnami, har ek dil figaar hai.. #shahryar #shair

iamrana Rana Safvi
phir kahin Khwaab-o-haqiiqat kaa tasaadum hoga/ phir koii manzil-e-benaam bulaati hai hamen #Shahryar #Shair

urdu_india shams
Ye kya jagah hai dosto, ye kaun sa dayaar hai: had-e-nigah tak jagah ghubaar hee ghubaar hai.. #shahryar #shair

iamrana Rana Safvi
na jiskii shakl hai koii na jiskaa naam hai koi/ ek aisii shakl kaa kyuuN hameN azl se intezaar hai #Shahryar #Shair

urdu_india shams
Phir na kuch hoga agar baad mein pachchtaaya to: waqt hai ab bhi zara hosh mein aa,maan bhi jaa. #shahryar #shair

urdu_india shams
zindagi mein abhi khushiya bhi hain raa'nai bhi:: zindagi se abhi daman na churha maan bhi ja.. #shahryar #shair

iamrana Rana Safvi
sabhii ko gham hai samandar ke khushk hone kaa ki khel khatm huaa kashtiyaaN Dubone kaa #Shahryar #Shair

urdu_india shams
kab talak satah tera denge ye dhundley saaye:: dekh nadaan na ban mera kaha maan bhi jaa #shahryar #shair

iamrana Rana Safvi
ummiid se kam chashm-i-khariidaar men aaye// ham log zaraa der se baazaar men aaye #Shahryar #Shair

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
justajuu jis kii thii us ko to na paayaa ham ne || is bahaane se magar dekh lii duniyaa ham ne #Shahryar #shair

urdu_india shams
Aisee dunia mein junoo.n, aise zamaane mein wafa:: is tarah khud ko tamaasha na bana , maan bhi jaa #shahryar #shair

urdu_india shams
shamma-e-dil, shamma-e-tamanna na jala maan bhi jaa:: Tez aandhi hai, mukhaalif hai hawa maan bhi jaa.. #shahryar #shair

B_up_in_the_air Bhupinder Singh
na jis kii shakl hai koi na jis kaa naam hai koi || ik aisii shai kaa kyo.n hame.n azal se intazaar hai #Shahryar #shair

urdu_india shams
Lagta hai uski baato.n se ye #shahryar bhi:: Yaaro ke iltifaat ka maara hua sa hai.. #shair

fzlsammy Fazal Ahmad
in aankho ki masti ke mastaane hazaaro hain ... in aankho se vabastaa afsaane hazaaro hain #Shahryar #Shair

urdu_india shams
pahle tha jo bhi, aaj magar kaarobaar -e-ishq:: Dunia ke kaarobaar se milta hua sa hai.. #shahryar #shair

urdu_india shams
nazraana tere husn ko kya dein ke apne paas:: le de ke ek dil hai so toota hua sa hai.. #shahryar #shair

fzlsammy Fazal Ahmad
seene me jalan aankho me toofan sa kyun hai ... is shahar me har shakhs pareshaan sa kyun hai #Shahryar #Shair

urdu_india shams
Kya haadsa hua hai jahaa.n mein ke aaj phir:: chehra har ek shakhs ka utra hua sa hai.. #shahryar #shair

urdu_india shams
chal chal ke thak gaya hai manzil nahi koi:; kyu waqt ek mod pe thahra hua sa hai.. #shahryar #shair

ayazalam Ayaz
"Seene Mein Jalan Aankhon Mein Tufaan Saa Kyun Hai / Is Shahar Mein Har Shakhs Pareshaan Saa Kyun Hai" #Shahryar #Shair

urdu_india shams
Gulshan mein is tarah se kab aayi thee fasl-e-bahaar::; har phool apni shaakh se toota hua sa hai.. #shahryar #shair

fzlsammy Fazal Ahmad
jaagti aankhon se bhi dekho duniya ko ... Khwaabo ka kya hai wo har shab aate hain #Shair #Shahryar

rmanish1 Manish Rathore
Shikwa koi dariya ki rawani se nahin hai ;Rishta hi meri pyas ka paani se nahin hai

urdu_india shams
Kis fikr kis khayal mein khoya hua sa hai:: Dil aaj teri yaad ko bhoola hua sa hai.. #shahryar #shair

iamrana Rana Safvi
mere liye raat ne aaj faraaham kiya / ek nayaa marhala neendon ne khaali kiya / ashkoN se phir bhar diya #Shahryar #shair

urdu_india shams
Gardish-e-waqt ka kitna bada ehsaan hai aaj:: ye zameen #chaand se behtar nazar aati hai hamein.. #shahryar #shair

oongalbaaz Finger Poker
Ham padh rahe the Khwaab ke purzo'n ko jod ke / Aandhi ne ye tilism bhi rakh Dalaa tod ke ll #Shahryar #Shair

oongalbaaz Finger Poker
Dr. #Shahryar I still am having the Pen you gifted me #PrizedPossesion #Shair @iamrana

m_salik salik ali
Jagati ankhon se bhi dekho duniya ko // Khvaabon ka kya hai vo har shab aate hain #Shair #Shahryar #Gnight and good by September
imam0077 Imam Hasan @
#Zindagi jaisi tavakko thi nahin kuch kam hai / Har ghadi hota hai ehsaas kahin kuch kam hai!! #Shahryar #Shair

urdu_india shams
#Zindagi jaisi tamanna thi, nahin kuchh kam hai::: har gharhi hota hai ehsaas kahin kuchh kam hai.. #shair #shahryar

adilalig adil hussain
लहू लुहान सभी कर रहे हैं सूरज को किसी को ख़ौफ़ यहां रात का नहीं है क्या #SHAHRYAR
26 Sep
iamrana Rana Safvi
mere liye raat ne aaj faraaham kiya./ ek nayaa marhala niindoN ne khaali kiya / ashkoN se phir bhar diya #Shaharyar #Shair

urdu_india shams
phir kahee.n khwaab-o-haqeeqat ka tasadum hogaa:: phir koi manzil benaam bulaati hai hamein.. #shair #shaharyar

urdu_india shams
Markaz-e-deeda-o-dil tera tasavvur tha kabhi:: aaj is baat pe kitni hansee aati hai hamein.. #shair #shaharyar

urdu_india shams
Tujh se bichchde hain to ab kis se milaati hai hamein:: zindagi dekhiye kya rung dikhaati hai hamein.. #shair #shaharyar


urdu_india shams
jaane kya ho gaya ahl-e-gham ko:: dil dhadakta hai to dar jaate hain.. #shair #shaharyar

urdu_india shams
yaadein rah jaateen hai dasne ke liye:: din to aate hain guzar jaate hain.. #shair #shaharyar

urdu_india shams
Koi maatam nahi karta unka:: paida hotey hee jo marr jaate hain.. #shair #shaharyar

urdu_india shams
main jisko likhne ke armaan mein jiya abtak:: warq warq wo fasaana bikhar gaya yaaro.. #shair #shaharyar

urdu_india shams
wo kaun tha, wo kaha ka tha, kya hua tha usey::: suna hai aaj koi shakhs mar gaya yaaro #shair #shaharyar

urdu_india shams
bhatak rahi thee jo kashti wo gharq aab hui:: charhaa hua tha jo dariyaa utar gaya yaaro.. #shair #shaharyar

urdu_india shams
har ek naqsh tamanna ka ho gaya dhundlaa:: har ek zakhm mere dil ka bhar gaya yaaro .. #shair #shaharyar

urdu_india shams
ajeeb saaniha mujh par guzar gaya yaaro,main apne saaye se kal raat darr gaya yaaro #shair #shaharyar

urdu_india shams
mujh se kya pooch rahe ho meri wahshat ka sabab:: boo-e-aawaara se poochcho ke bhatakti kyu hai.. #shair #shaharyar

urdu_india shams
tujh se mil kar bhi na tanhaai mitegi meri:: dil mein rah rah ke yahi baat khatakti kyu hai.. #shair #shaharyar

urdu_india shams
mujhko apna na kaha iska gham nahi:: is ka shikwah hai ke begaana samajhtee kyuhai.. #shair #shaharyar

rmanish1 Manish Rathore
Waqt teri ye ada main aaj tak samjha nahin ; Meri duniya kyun badal di mujhko kyun badla nahin #Shaharyar @iamrana

urdu_india shams
jab bhi milti hai mujhe ajnabi lagti kyu hai;; zindagi roz naye rng badalti kyu hai #shair #shaharyar
rmanish1 Manish Rathore
Tere vaade ko jhoot na samjhunga ; Aaj ki raat bhi darwaja khula rakhunga #Shaharyar

akhtar978 Akhtar Hussain
Syaah raat nahin leti hai naam dhalne ka ! yahi toh waqt hai sooraj tere nikalne ka !! #Shaharyar #shair
rmanish1 Manish Rathore
Kahin zara sa andhera bhi kal ki raat na tha; Gawah koi magar roshni ke sath na tha #Shaharyar

p1j Pavan Jha
Shaharyar conferred with Jnanpith Award youtu.be/zFBk_JLfC98 #shaharyar #gulzar #amitabh

prathamesh36 याज्ञवल्क्य @
Seeneme jalan...aankhome tufaasn sa kyun hain...iss sheher main har shaks pareshan sa kyun kyun hain? #Gaman #Shaharyar

adilalig adil hussain
तमाम ख़ल्क़े ख़ुदा इस जगह रुके क्यों हैं यहां से आगे कोई रास्ता नहीं है क्या #SHAHARYAR

adilalig adil hussain
तुम्हारे शहर में कुछ भी हुआ नहीं है क्या कि तुमने चीख़ों को सचमुच सुना नहीं है क्या#SHAHARYAR

No comments:

Post a Comment